Aapka Yahoo mail par email account hai.aur saath hi aap Gmail yaani Google mail ka bhi use karte hai.To aap easily apne Yahoo mail account ko Gmail par transfer kar sakte hai.
Dono accounts ko switch karne ka ye fyada hai ki aapke Yahoo mail ke jitne bhi old messages hai wo aapke gmail account me aa jayenge aur New aane wale messages bhi gmail account par aayenge.isliye aapko dono accounts handle karne ki jarurat nhi hai.
Ab hum janenge ki kis parkar Apne Yahoo mail account ko Gmail account se switch kar sakte hai.
Yahoo Mail se Gmail ko kaise switch kare-
Dono account ko switch karna bahut hi easy hai.kuch hi steps me ya kaam complete kar sakte hai.
Steps-
1.sabse pehle apne gmail account ko open kare ab aapko Right side me gear icon par click karna hai.
2.list open hogi jisme settings par click kre.
1.Accounts and import par click kare.
Ab ek new popup window open hogi Isme aapko-
1.us account ki id dalni hai jisse aap gmail se connect karwana chahte hai.
Jaise Yahoo mail ki id.
2. Continue par click kare.
1. Ab agle page me bhi Continue par click kare.
Email Account kaise banaye
you tube channel kaise create kare
Ab aapko Yahoo account login karna hai.
1.apni email id daale.
2.password daale.
3 Next par click kre.
I Agree par click kare.
Ab aapka Yahoo mail Account Google mail account se successfully connect ho chuka hai.
Ab aap apne Gmail par Yahoo mail ke messages bhi Read kar sakte ho.
Post ko social media par share karna na bhule. Thanks!
Cyber crime se kaise bache
E-commerce ke baare me jaane