Hello Friends…
aaj me aapko ye batane wala hu ki YouTube par channel / account kaise create karte hai.To aap sabhi ko ye to pta hai hi ki YouTube kya hai.
Or jinko iske bare pata nhi hai unhe me bta deta hu
Youtube ek aisa search engine hai jis par million visitors par day video dekhte hai or ye Google ke baad dusra sabse bada search engine hai.
Youtube bhi ek social website hai jis par hum keval video share kar sakte hai.aap bhi apni video banakar YouTube se paise bhi kma sakte hai..
Kya aapne kabhi socha hai ki YouTube par video kon dalta hai to me btana chahunga ki ye videos hamare jaise log hi post karte or ye aap bhi kar sakte lakin is se pehle aapko YouTube par apna account/channel bnana padega.
To chalye me btata hu ki youtube channel kaise banaye.
Youtube channel kaise banaye hindi-
App niche ki step follow kre-
1.Apne browser ke URL me ye search kare www.Youtube.com ⬇
3.user name me apni email id bhre.Next par click kre.⬇
Read Also
Email account kaise create kare-
4.ab apne email ke password dale or next kre.⬇
5.left side me upar ki aur My Channel par click kre.⬇
6.Ab aapka Channel is parkar ka dikhayi dega.⬇
Ab App isme➤
1. Apna Channel Art lagaye
2.Banner set kre
3.Channel Description me Channel ke bare me likhe.
4.Setting gear par clik kar ke app or changes kar sakte hai.
To friends ye tha youtube account banane ka tarika,mujhe pta hai app mere according apana youtube Channel bana sakenge.
खुद का यूट्यूब चैनल कैसे बनाएं➤
Read also:-
Mindblowing online business ideas
Best online tools
Yahoo mail को Gmail से कैसे स्विच करें
साइबर क्राइम साइबर क्राइम क्या है, इससे कैसे बचें!