IANT Me Career banakar Lakho Kamaye

IANT (Institute of Advance Network Technology)-

International IT Certifications aur Training me world level par maanyata praapt ek Indian IT Company hai.jiski sthapna 1999 me hui.IANT ne 2 lakh se adikh IT workforce ko trained or certified kiya hai.
Aaj IANT ko india me no.1 IT training company bana diya hai.
 Aaj post lambi hogi lakin me iske baare me basic knowledge hi share karunga jo aapke liye kaffi usefull hoga.

• Students IANT me Admission kyo le:-

                                                                                      IANT me hardware,Networking aur Cyber security ki training 12 se 18 months ki hoti hai.jisme studento ko hardware,networking,advance networking aur cyber security ki advance level sikhai jati hai.jinhe Computer or internet ki knowledge na ho ya pahli baar computer ka paryog kar rahe hai vah bhi is course ko karke desh-videsh ki multinational company o me 100% nokri paa sakte hai.
IANT course me 18+ certificate diye jaate hai jo india ke saath-saath videsho me bhi Government aur non government area me 100% manya(valid) hai.
IANT india me ekmatra aisa Institute hai jiske world ki adhik IT company ke saath contract hai.aur isi karan IANT india me minimum charge par international certificate available karwati hai.

•IANT Course kon-kon kar sakta hai-

-Class 10th,class 12th  fail/pass students.
-B.A, B.sc, B.com, BCA kar rahe students bhi IANT me training lekar ek global career prapt kar sakte hai.
-B.E, Btech, MCA, M Tech students bhi IANT ke advance networking and cyber security course karke desh/videsh me 100% job paa sakte hai.
-Other students bhi IANT me career bana sakte hai.

IANT students ko 100% nokri aur aache career ki guarantee deta hgai.

IANT ke saath course karke students 1year me 93,600 se 5,40,000 opening annual salary pa sakta hai.


IANT ke baare me ye baate bhi jaane-

                                                                  IANT classroom training ke saath E-learning yani ki world ke kisi bhi kone se training li jaa sake aisi service LMS(Learning Management) bhi available karwata hai.

•IANT student LMS-
                                    

                                     Is LMS tool ko vishesh roop se jin students ne IANT classroom training ke saath E-learning ke liye Registration karwaya unke liye develop kiya gya hai.

•IANT Academy LMS-
                                        Is tool ko special roop se Competitive exams ki JEE-main,JEE-advance,NEET,GMAT,CAT,GRE OR CBSC and other state education board me study karne wale students ke liye basic aur subject matter Academic curriculum ke liye develop kiya hai.

•IANT educom LMS-
                                      Is tool ko special roop se colleges & University me study karne wale Technical aur engineering ke students ke liye subject ke according training,IT Training and syllabus ke according dusre flow ke liye develop kiya gya hai.

Admissions:-
                         Kisi bhi Institute me admission lene se pehle Ek baar IANT ki branch me contact kre.Abhi addmission lene par aapko pen-set,T-shirt,Drawstring bag,guide book,English spoken ka book set aur Audio-video CD, Free tablet,mini laptop or Computer bilkul free milega.

Girls ke liye:-
                        IANT me girls ke future ko dhyaan me rakhte hue ek vishesh Course aur batch provide kiya jata hai.girls ko sikhane ke liye ledy faculty rahki gyi hai.jo girls ko aachi pachan banane me madad karta hai.

IANT SUBSIDY:-
 

farmers ke liye 50%
SC/ST/OBC Minority ke liye 35%
Government servant ke liye 28%
And general category walo ke liye SUBSIDY available hai.

Admission lene ke saath Online Receipt ,mobile alert,students and parents ke liye Online Report card ki suvidha,students ke liye software login ki suvidha milti hai.

IANT Courses & fees ki puri jankari ke liye www.iantindia.com par jaaye.

I hope ki ye post bade kaam ki hai or aapko pasand aai hogi.
Next post bhi isse related hi lekar aane wala hu -Cyber Forensic (SFICH)

Please is post ko Social media par apne friends ke saath jarur share kre.

Read also:-

Leave a Comment

error: Content is protected !!