ई-कॉमर्स ecommerce kya hai | Top 10 Online ecommerce website in India

Hi friends aaj Hum yaha ecommerce website ke baare me batane wala hu ki ecommerce website kya hai aur e-commerce ke dwara merchant aur customer online behaviour me trust kaise kiya jaaye.

ई-कॉमर्स Ecommerce Kya Hai Top 10 Online Ecommerce Website In India

ecommerce website kya hai-(definition of commerce in hindi)

 

E-Commerce ka pura naam-

electronic commerce hai.E-commerce ke jariye internet par product ko khridaa or becha jata hai.Ya dusre sabdho me ye kahe ki e-commerce online “len – den” or  “vyapar” se juda sabdh hai.


E-commerce me Internet ki bahut aham bhumika hai.E-commerce Internet ki ek application hai or internet ke bare me hum pichli post me padh chuke hai.Internet jo ki 1969 me amrica ke security department dwara develop kiya gya ek computer network hai.Internet world ke sabse largest computer Network ke roop me jana jata hai.Aaj Internet sirf information ke aadan-pradaan ka madhyam nhi hai iske upyog ke kyi nye aayam khule hai jinme se E-Commerce ek hai.
Jesa ki hum baat kar chuke hai ki E-commerce electronic madhyam ki sahayta se vyapar karne ki process hai.ye nya tarika nhi hai kyuki aisa to hum pehle se hi kar rahe hai.phone,Tv,telly shopping network ki sahayta se super market se product mangana jo bhi network ki sahayta se vyapar kiya jata hai.lakin isme computer ka upyog nhi ho pa raha hai.Isi parkar se jab koi  merchant apne customer ko di jane wali price list ya bills computer se print kar pure  occupation ke data ko computer ke maadhyam se process karta hai.to ise bhi E-Commerce kaha jata hai.

ecommerce website 10K – 100K Medium — ₹5.54 ₹151.33 electronic commerce 10K – 100K Low — ₹3.03 ₹2,227.58 e business 1K – 10K Low — ₹1.33 ₹11.29 ecommerce business 1K – 10K Medium — ₹3.04 ₹9.92 ecommerce website design 1K – 10K Medium — ₹21.31 ₹1,012.40 e commerce company 1K – 10K Low — ₹1.61 ₹19.67 e commerce sites 1K – 10K Low — ₹6.05 ₹876.20 ecommerce website development


Shopkeeper aur customer apne-apne computer par kaam kar rahe hai aur unke computer aapas me internet se jude hue hai.Customer apne computer ya mobile se hi shopkeeper se maal ki price,quality,discount aur delivery ki date puch leta hai.shopkeeper online hi in sawalo ka answer deta hai.aur customer apna product order karta hai.Customer ke product ki supply karne ke saath hi computer par hi bill de sakta hai.customer chahe to payment online kar sakta hai ya delivery milne ke time bhi kar sakta hai.ye online process kuch hi seconds me puri ho jaati hai.Aaj internet par bahut si online selling websites available hai.

Top 10 Online ecommerce website in India –

Best Indian Online ecommerce website

1. Amazon.in2. Flipkart.com3. Snapdeal.com4. Paytm.com5. ebay.in6. Jabong.com7. Myntra.com8. Shopclues.com9. Pepperfry.com10.Homeshop18.com

ecommerce website 10K – 100K Medium — ₹5.54 ₹151.33 electronic commerce 10K – 100K Low — ₹3.03 ₹2,227.58 e business 1K – 10K Low — ₹1.33 ₹11.29 ecommerce business 1K – 10K Medium — ₹3.04 ₹9.92 ecommerce website design 1K – 10K Medium — ₹21.31 ₹1,012.40 e commerce company 1K – 10K Low — ₹1.61 ₹19.67 e commerce sites 1K – 10K Low — ₹6.05 ₹876.20 ecommerce website development

 

Online shopping websites merchant kya chahta hai –

•Sabhi bussiness transaction easy ho.•Online transaction safe ho.•Online transaction me jyada income ho.•Internet ki madad se product customer tak safety roop se pahunch sake.•Online selling product ki payment merchant ko safely mil sake.

Online Customer kya chahta hai-

•Apni choices ke anusar product chun sake.•Product ki delivery easy and safe ho.Payment karne me koi pareshani na ho.•Delivery fast ho.•Product me koi mistake na ho.
Every person nuksaan,insecurity and cyber crime se bachkar apni surksha chahta hai.jo ki E-Commerce ka sabse Important part hai.

E-Commerce me hone wali important transaction-

1.Vishwas(Trust)-
Jab hum kisi shop se koi product lene jaate hai to customer or shopkeeper dono aamne-saamne hote or pratyaksh roop me transaction karte hai.isme customer or merchant dono par trust hota hai.
   Lakin E-Commerce se kiye gye Transaction me Trust karna kafi muskil hai.kyonki E-Commerce me customer ko ye nhi pata rahta hai ki jis website se vah product purchase kar raha hai kal vah rahegi bhi ya nhi.or yadi product me koi kami ho to iski complain kaha ki jaye.
Lakin persent time me kuch shopping website Reliable hai.jin par customer ko pura trust hai.
2.sodha pakka karna(Bargaining)-
  Customer shop par product leta hai to use kai baar check or use karke dekhta hai.lakin online shopping me sirf product ki image or details dekh kar ke hi apna order buk karsakte hai.
Online product me koi mistake ho to aap ise vapas bhej sakte ho or apna Refund le sakte ho aajkal website ye service provide karti hai.jisse online shopping website par customer ka trust or badh gya hai.
3.Payment:-


   Generally jab koi customer store me jaata hai apni pasand ka product kharidta hai.phir cash,cheque ya credit card se payment karta hai.ye payment karne ka safe tarika hai.
  E-Commerce me payment me customer aur merchant ko thodi insecurity feel hoti hai.
Lakin present time me aisa nhi hai.product ka online payment karna easy hai.aap bilkul trust kar sakte hai.Online payment inse aasani se kar sakte hai.•Cash•Credit card•Debit Card•Cheque•Token•paytm•Internet banking•Mobile banking

4.Product and Delivery-

  Pehle E-commerce ke maadhyam se wo hi product purchase kiye jate the jine computer ke madhyam se deliver kiya ja sakta tha.Lakin present time me E-commerce ke madhyam se sabhi type ke product  ko sell and purchase kiya jata hai.jesey-electronics,vehicle,dresses,furniture etc.

Online shopping websites home delivery ki seva provide karti hai.product me koi kami hone par aap product ko 3-10 din ke andar wapas karke apna refund le sakte hai.

Leave a Comment

error: Content is protected !!